Female Sexual Problems
Larkiyon Kay Masail Aur Hal:
Mard
aur aurat kay genitals mein bohut farq hai. Iss farq ki wajah sey dono
ek doosrey sey alag alag hain. Aurat kay genitals ko 2 parts mein divide
kya ja sakta hai.
- Woh organs jinko hum bahir sey dekh saktey hain.
- Woh organs jo jism kay ander hotey hain aur jinko hum dekh nahi saktey hain.
Aurat
kay baerooni aaza (external genitals) ko Vulva kaha jata hai. Jis
hissey per baal hotey hain inko Labia majora kaha jata hai. Inn lips kay
ander waley lips ko Labia Minora kaha jata hai. Labia Minora sexually
bohut hi sensitive hotey hain.
Agar labia majora ko kuch khola jaey to aap dekhein gey kay sab sey neechey vagina hai, yeh ooper neechey 2 walls hoti hain jo kay aapas mein mili hoti hain. Vagina ki
length 3.5 to 4.5 inches hai aur average 4 inch hoti hai. Mard iss
mein mubashrat (Intercourse) karta hai. Isi sey mahwaari (menses) ka
khoon bahir ata hai. Issi sey bachey ki paedaesh hoti hai.Vagina kay mouth kay kuch ander ek membrane hoti hai jisko hymen kaha jata hai.
Vagina kay
kuch ooper peeshab ki nali hoti hai jis kay zariye urine bladder sey
bahir aata hai. Iss kay ooper jahan labia minora khatam hoti hai waha
bazer (Clitoris) hota hai jo pea sead kay baraber chicken ki kalghi ki
tarhan hota hai. Iss ka size ¼ to 1/5 inch hota hai. Iss kay ooper ek
hood hota hai. Sexually aurat ka sab sey sensitive part yehi hai. Jinsi
lutf kay elawa iss ka koi aur maqsad ya kaam nahi.
Aurat
kay internal genitalia mein ahem tareen organ G spot hai. Bazer
(Clitoris) kay baad sexually yeh second sensitive part hai. Isey ek
german gynecologist Earnest Grafenberg ney discover kya aur yeh issi kay
name sey famous bhi hai. Agar aurat face aasmaan ki taraf kar kay letey
to yeh uski umbilicus kay neechey vagina ki ooper wali wall mein
1 ta 1.5 inch ander ki taraf hota hai. Yeh ek chotey lobia ki shakal ka
hota hai. Iski stimulation sey aurat zabardast orgasm hasil karti hai.
Magar yeh orgasm musht zani (masturbation) aur mubashrat (Intercourse)
kay orgasm sey mukhtalif hota hai. G spot kay stimulation sey 54%
aurtein pani kharij karti hain. Vagina
kay end per uterus hota hai jis mein baby ki growth hoti hai. Uterus
amrood ki shape ka hota hai. Iss ki walls moti aur muscles ki bani hui
hoti hain. Uterus ka munh vagina mein khulta hai. Uterus kay dono taraf
left aur right 2 tubes hoti hain. Inko fallopian tubes kaha jata hai.
Yeh tubes ek taraf uterus sey mili hoti hain aur doosrey end per ovaries
sey mili hoti hain. Ovaries 2 hoti hain. Ovaries mein lakhon ki
ta'adaad mein eggs hotey hain. Har month sirf ek egg ki growth hoti hai.
Yeh egg left ya right kisi bhi ek ovary mein tayyar ho sakta hai.
Qudrati tor per har month bari bari ovaries mein sey kisi ek sey egg
nikalta hai. Ovulation kay waqt ek egg kisi ek ovary sey nikal kar
fallopian tube mein aa jata hai. Doosri taraf sey mard ka sperm aata
hai. Donon kay milney sey pregnancy ho jati hai. Yeh egg aur sperm mil
jatey hain to phir uterus mein aa jatey hain. Jahan baby ki growth hoti
hai.
Bara Bazer (Clitoris) Zyada Jinsi Khwahish Ki Alamat?
Individual
difference ki wajha sey different khawateen kay bazer (Clitoris) ka
size different hota hai. Aurat ka sexually most sensitive yehi part hai.
Qadeem zamaney sey yeh khayal chala aa raha hai kay jin aurton ka bazer
(Clitoris) big hota hai woh zyada jinsi khwahish(libido) rakhti hain.
Yani
jitna big bazer (Clitoris) utni hi zyada jinsi khwahish. Doosri taraf
woh aurtein jinka bazer (Clitoris) chota hota hai unki jinsi khwahish
kam (low libido) hoti hai. Iss liye big bazer (Clitoris) wali aurton kay
bazer (Clitoris) kay ooper wala kuch hissa cut kar diya jata hai takay
zyada jinsi khwahish aur jazbat ki wajah sey woh sexually zyada active
ho karbeyrahrawi ikhtiyar kar kay family ki badnaami ka sabab na banein.
Aaj bhi Egypt aur doosri African countries aur America kay baaz hisson
mein bazer (Clitoris) ka circumcision hota hai. Jab ka es nazariya ki
koi haqeeqat nahi. Dekha gaya hai kay aisi aurtein jin kay bazer
(Clitoris) ka size big hai woh sexually zyada active nahi hotiin. Doosri
taraf woh aurtein jinka bazer (Clitoris) chota hai woh zyada active
hoti hain.
Parda e Bakarat (Hymen):
Pakistan
kay baaz elaqon mein suhag raat mein bed per white bedsheet bichai jati
hai takay aurat ki virginity check ki ja sakey. Agar pehli raat bed per
khoon laga hai to aurat ko virgin samjha jata hai warna iss ko foran
divorce dey di jati hai. Yani agar khoon na nikley to isko badkirdar
samjha jata hai. Hymen ki majoodgi ya adum-mojoodgi aurat ki virginity
ka sign nahi. Merey ek naujawan client ney meri ek workshop "Shadi ki
bharpoor khushi---Masail aur hal" mein shirkat kari aur phir iss ki
shadi ho gaee. Shaadi kay next day us ka phone aya. Woh bohut hi
pareshan tha aur biwi ko divorce deney ka soch raha tha. Pareshan iss
liye tha kay iss ney successful mubashrat (Intercourse) kii magar iss
raat uski biwi ko khoon nahi aya.
Hamarey
yahan hymen kay silsiley mein bhi ghalat maloomat ki bharmaar hai aur
iss ko virginity ka sign samjha jata hai. Yeh vagina kay hole mein zara
ander ki taraf mojood hota hai. Magar yeh mukammal tor per vagina ko
band nahi karta. Iss mein 1 sey 2 holes hotey hain takay mahwaari
(menses) ka khoon nikal sakey. Yeh usually moon shaped hota hai lekin
yeh size, shakal aur thickness kay lehaz sey mukhtalif aurton ka
mukhtalif hota hai. Aksar aurton ka yeh hymen narm o nazuk hota hai
aur pehli mubashrat (Intercourse) mein aasani sey rupture ho jata hai.
Jis sey mamooli takleef hoti hai aur kuch khoon bhi nikalta hai. Baaz
aurton ka hymen sakht gosht ka bana hota hai jo mubashrat (Intercourse)
mein rukawat aur takleef ka sabab banta hai. Aisi surat mein minor
operation ki zaroorat hoti hai. Baaz khawateen ka yeh hymen bohut hi
elastic hota hai jo kay mubashrat (Intercourse) sey rupture nahi hota
kyun kay yeh ander ko push kara ja sakta hai. Aisi surat mein aurat
pregnant ho jati hai aur baaz surton mein to child birth bhi ho jati hai
phir bhi yeh rupture nahi hota. Prostitutes iss soorat e haal sey khoob
faeda uthati hain aur bar bar nath khulwai wasool karti hain.
Hymen ka hona ya na hona kisi bhi aurat kay virgin honay ka suboot
nahi. Bohut si larkion ka hymen kisi accident ya uchal kood ki wajah sey
rupture ho jata hai. Baaz ka musht zani(masturbation) ki wajah sey
rupture ho jata hai. Issi tarhan mahwaari (menses) kay doran pads
waghaera kay use ya safaee sey bhi phat sakta hai. Baaz khawateen ka
paidaishi tor per mojood hi nahi hota aur kuch khawateen ka hymen khoon
kay ikhraj aur takleef kay baghaer hi phatt jata hai. Baaz mahireen ka
khayal hai kay zyada tar khawateen ka hymen paedaesh kay baad fitri tor
per ahista ahista ghayab hona shuru hojata hai. Lehaza hymen ka na hona hargiz iss baat ka suboot nahi kay larki badkirdar hai. (Zakir: Mobeen: Hyde: Bechtel)
Pistaan (Breasts)
Baloghat
mein larkyon kay jism mein bohut si tabdeelian aati hain. Inn mein ek
ahem change pistaan (Breast) ka ubhar hai. Yeh ek medical kaifiyat hai.
Yeh kaifiyat larki ko aurat bananey aur mother banney kay liye tayyar
karney ki ibtidaee manzil hai. Aurat kay pistaan (Breast) ka ubhar husn
ki alamat samjhee jati hai. Aurat kay jism mein pistaan (Breast) sab sey
zyada prominent sexual characteristic hain. Na sirf mard bul kay
aurtein bhi inn ko sexual sign samajhti hain. Aurton kay pistaan
(Breast) chotey bhi ho saktey hain aur big bhi. Baaz elaqon maslan
france mein chotey aur smart pistaan (Breast) zyada pasandeeda hain. Jab
kay bohut sey doosrey elaqon mein big pistaan (Breast) husun ki alamat
hain. Issi tarhan baaz afraad ko big pistaan (Breast) pasand hain aur
baaz mard chotey aur smart pistaan (Breast) kay aashiq hotey hain.
Pistaan (Breast) kay chotey ya big honay mein heredity, female hormones
aur general sehat ka dakhal hai.
Jin
elaqon mein big pistaan (Breast) pasand kiye jatey hain wahan unko
barhanai ki bharpoor koshish ki jati hai. Wahan har khatoon ki khwahish
hoti hai kay inn kay pistaan (Breast) big hon. Western countries mein
khusoosan America mein pistaan (Breast) enlarge karney kay bohut sey
tareeqey aazmaey ja chukey hain jin mein surgery bhi shamil hai. Magar
iss mein koi khas kamiyabi hasil nahi hui.
Breast Size - Pistaan Ka Size:
Birth
control ki tablets mein female hormones shamil hotey hain inkay istemal
kay baad pistaan (Breast) size mein kisi had tak izafa ho sakta hai.
Issi tarhan silicon ka injection dey kar bhi pistaan (Breast) ko
artificially big kya ja sakta hai. Estrogen cream laganey sey bhi
pistaan (Breast) kuch enlarged ho saktey hain. Surgery ki madad sey bhi
inko big kya ja sakta hai. Magar surgery bohut khatarnak hai aur yeh
surgery expensive bhi hai. Aisi surgery usually shaadi kay baad ki jati
hai. Issi tarhan kuch log vacuum kay zariye bhi pistaan (Breast) big
karney ka dawa kartey hain. Yeh system Pakistan mein bhi mojood hai
magar iss sey koi farq nahi parta magar try karna mein kya harj hai.
Shaadi kay baad specially bachey ki paedaesh kay baad khawateen kay
pistaan (Breast) big ho jatey hain. Baaz khawateen kay pistaan (Breast)
naram aur loose ho jatey hain aur inko exercise kay zariye hard kya ja
sakta hai.
Kuch
din pehley Kashmir sey ek 26 year old unmarried larki ney mujhey call ki
woh apna large pistaan (Breast) ki wajah sey pareshan thee. Usually big
pistaan (Breast) aurat kay husn ko dobala kartey hain magar agar yeh
bohut big ho to inn ko sambhalna mushkil ho jata hai. Iss surat mein
operation kay zariye unko small kya ja sakta hai. Magar un-married
larkiyon ko iss ka mashwara nahi diya ja sakta. Kyun kay operation kay
nishan nazar aatey hain. Iss tarhan husband kisi ghalat fehmi ka shikar
ho sakta hai.
Baaz
auqat ek pistaan (Breast) kuch big aur doosra kuch small hota hai. Yeh
ek normal cheez hai. Na kay koi beemari. Iss kay elaj ki zaroorat nahi
lekin agar yeh farq bohut hi zyada ho to shaadi kay baad surgery ki
madad li ja sakti hai.
Issi
tarhan baaz auqat ek pistaan (Breast) zyada sensitive hota hai aur
doosra kam. Yeh bhi ek normal cheez hai. Baaz larkiyon kay pistaan
(Breast) kay nipples kay bahir Areola kay erd gird kuch baal grow ho
jatey hain yeh bhi ek normal cheez hai. Iss kay elaj ki zaroorat nahi.
Agar chahein to inko aasani sey laser sey remove karaya ja sakta hai.
Bohut
si larkiyan pistaan (Breast) kay tanau sey nijat hasil karney kay liye
aur apni personality ko purkashish bananey ka liye bra ka estimal karney
lagti hain. Baaz auqat woh tight bra pehenti hain takay tanau sey nijat
hasil ho sakey. Magar yeh tareeqa sahi nahi kyun kay tight bra sey
pistaan (Breast) ki growth ruk jati hai. Baaz larkiyan bohut loose bra
use karti hain woh bhi sahi nahi, Iss sey pistaan (Breast) latak jatey
hain. Lehaza bra na bohut zyada tight ho aur na hi bohut loose. Bul kay
pistaan (Breast) kay size kay mutabiq ho. (Dastoor: Kawal Dheer)
Breast Cancer: (Chaati Ka Cancer):
Breast
cancer (Chaati ka cancer) puri duniya mein aam hai. Aurton kay cancer
mein 25% khawateen sirf Breast cancer ka shikar hain. America mein 10%
khawateen iss marz mein mubtila hain. Wahan har year 41000 khawateen iss
beemari sey marti hain. Hamarey yahan yeh beemari nisbatan kam hai. Yeh
beemari 40 ta 60 years ki age mein khawateen ko hoti hai. Agar kisi
aurat ki dadi, nani, mother ya sister ko yeh beemari thee to aisi aurat
ko iss beemari ka zyada khatra hota hai. Woh
aurtein jo choti age mein bachey paeda karti hain aur woh aurtein jo
bachon ko apna doodh pilati hain woh iss beemari sey mehfooz rehti hain.
Agar iss beemari ka initial stage mein pata chal jaey to 10 mein sey 9
mareez sehatiyab ho jatey hain. Iss beemari ki diagnosis aap khud bhi
kar sakti hain. Iss kay liye zaroori hai kay har khatoon apni pistaan
(Breast) ka baqaida examination karey. Yeh examination har month mein ek
baar zaroor hona chahiyie. Takay jitni jaldi pata chal jaey ga elaj bhi
itna hi aasan hoga. Mahwaari (menses) kay doran examination nahi karna
chahiyie kyun kay iss doran pistaan (Breast) mein fitri tor per lumps
mojood hotey hain. Lehaza examination mahwaari (menses) sey pehley ya
baad mein kya jaey. (Woman's Body)
Chaati Ka Muaina (Breast Examination):
Monthly
examination kay liye apni shirt utaar kay ek big mirror kay samney
kharey ho jaein. Arms donon side per latkey huey hun aur phir bari bari
apney donon pistaan (Breast) ko ghor sey dekhein kay kahiin pistaan
(Breast) ki external side per koi irregularities to nahi. Kahin koi
dimple, puckering ya koi swelling waghaera to nahi. Phir arms ko head
sey ooper uthaein aur doobara inn cheezon ko check karein. Dekhein kay
nipples mein koi change to nahi. Agar koi irregularity nazar aaey to
foran doctor sey contact karein. Phir palm ko nipples kay ooper rakh kay
aram sey dabaein. Usually aurton kay donon pistaan (Breast) baraber
nahi hotey hain. Phir
ek ek nipple ko thumb aur finger mein pakar kay dabaein aur dekhein kay
kahin khoon ya pus waghaera to nahi nikla. Nikley to foran doctor sey
contact karein.
Ab
bister per laet jaein. Right shoulder kay neechey pillow rakhein. Right
hand ko sar kay neechey rakhein aur left hand sey apna right pistaan
(Breast) ahista ahista dabaein aur check karein. Pistaan (Breast) kay
har part ko daba kar check karein kay koi swelling ya lumps to nahi.
Check kartey waqt pistaan (Breast) ki koi jagah na chorein. Phir issi
tarhan left pistaan (Breast) ko check karein. Ab pillow ko left shoulder
kay neechey rakhein aur left hand ko sar kay neechey aur right hand sey
pehley ki tarhan tafseel kay sath left pistaan (Breast) ko check
karein. Swelling ya lump ki soorat mein foran doctor sey contact karein.
Baaz auqat lumps khatarnak nahi hotey. Har bar apna examination karney
kay baad aap ko khushi hogi kay aap bilkul theek hain.
Barey Pistaan (Breast) Wali Khawateen Jinsi Tor Per Zyada Purjosh Hoti Hain?
Khayal
kara jata hai kay big size pistaan (Breast) wali aurat zyada jinsi
jazbat rakhti hai aur woh sexually zyada active hoti hai. Jab kay small
pistaan (Breast) wali aurtein sex kay muamley mein zyada active nahi
hotiin. Research sey sabit ho chuka hai kay pistaan (Breast) kay size ka
aurat ki sexuality kay sath koi ta'alluq nahi. Small pistaan (Breast)
wali aurat sexually zyada active ho sakti hai jab kay big size pistaan
(Breast) wali aurat bilkul thandi.
Tahem
sexually sensitivity kay lehaz sey pistaan (Breast) ka number 3rd hai
jiska size kay sath koi ta'alluq nahi. Agarcha big pistaan (Breast)
dekhney mein khubsoorat lagtey hain (Har shakhs ko nahi) magar aurat ki
bharpoor azdawaji zindagi mein pistaan (Breast) size ki koi khas ahmiyat nahi bul kay tareeqa ahem hai. Jinka ham apni next book "Azdawaji Khushiyan" mein tafseel ka sath zikar karaingai. (Dastoor)
Chotey Pistaan (Breast) Mein Doodh Ki Kami Hoti Hai?
Kuch arsa
pehley ek sahib ney mujhey call ki. Inki new marriage thee. Woh apni
wife ka pistaan (Breast) size kay hawaley sey fikarmand thay jo kay
unkay khayal mein bohut hi chotay thay. Inko bataya gaya kay pistaan
(Breast) size kay aurat ki jinsi zindagi kay sath koi ta'alluq nahi.
Inko asal fikar iss baat ki thee kay inn mein itna milk aa jaey ga kay
inn ka babies ka pait bhar sakey. Yani woh bharpoor andaz sey apney
bachon ko feed kar sakey gi. Pistaan (Breast) chahey kitna hi chotey
kyun na ho milk paeda karney mein kotahi nahi kartey hain. Kisi aur
wajah sey milk mein kami ho sakti hai magar pistaan (Breast) kay chotey
honay sey milk mein kami nahi hoti.
Informative Blog...Sexual problem is common which leads to problem in conceiving pregnancy.
ReplyDeleteFor conceiving pregnancy Various Laproscopic Fertility treatments are there IVF, IUI, ICSI and laproscopic treatments. Consult Dr. Uday Thanawala Senior Fertility Specialists, Mumbai India for the fine treatment with guranteed success.
Hi
ReplyDeleteSir JB b mein apni mangetar k sath sex chat karta ho .ya Tori so bath karta hon .to mangetar ko pait aur kamar mein dard shoro ho jata hy ..1,2 din Tak dard hota Hy .Etna bahoot ziada hota roti Hy dard SE . doctor sir es ka koi elaj ya tablet Hy .
ReplyDeletesex chat ni kro 😉
DeleteBahi ye sab Acting wo sex se bahg rahi hy
ReplyDeleteBahi ye sab Acting wo sex se bahg rahi hy
ReplyDeleteMeri gf ki age 17 ha lekin oskky pistan baray ho gay Han nipplae wala circles brh gay hn.mera us sa koi jsmani taluq nahi .hamari shadi ho rahi ha kuch arsa bad to kya wo kisi aur sa dabwati ha
ReplyDeleteUs ka mamaay latak na shru ho rhy Han pait aur. Pechay wali digi b Bari ho rahi ha ..
Koi saf saf bat karay .mahrbani
Meri gf ki age 17 ha lekin oskky pistan baray ho gay Han nipplae wala circles brh gay hn.mera us sa koi jsmani taluq nahi .hamari shadi ho rahi ha kuch arsa bad to kya wo kisi aur sa dabwati ha
ReplyDeleteUs ka mamaay latak na shru ho rhy Han pait aur. Pechay wali digi b Bari ho rahi ha ..
Koi saf saf bat karay .mahrbani
Meri gf ki age 17 ha lekin oskky pistan baray ho gay Han nipplae wala circles brh gay hn.mera us sa koi jsmani taluq nahi .hamari shadi ho rahi ha kuch arsa bad to kya wo kisi aur sa dabwati ha
ReplyDeleteUs ka mamaay latak na shru ho rhy Han pait aur. Pechay wali digi b Bari ho rahi ha ..
Koi saf saf bat karay .mahrbani
Informative blog, Thanks for sharing. If you are seeking for Gynecologist in Thane, visit Dr. Sujata Rathod
ReplyDeleteI want to talk with docter very big problems. You have email addresses
ReplyDeleteJu ju sawal update hwe h ak ka jwb ha ky wo sex s bgh ne rahe balaky wo sex k talab krte tbhe usy dard hta ha
ReplyDeleteSadia mujh sy bat krogi +923009517885
Delete2 answer ye ho skta ha tmhre g.f sex active ho jo us ky bobs nd back bharh re ha
ReplyDeleteBeger seal open kye pregnent krsakte hain
ReplyDeleteMam bt suny
ReplyDeleteHouse Wife girls Whatsapp and Phones Numbers
ReplyDeleteYoung cute girls Phones Numbers
Indian hot girls Phones Numbers
Sri lankan girls Phones Numbers
Sonia Bhabi Ki Garam Jawani
ReplyDeleteKolkata Ki Aunty Ko Choda
Train Mai Devar Ne Choda
Bhabhi Ki Jabardast Chudai Kahani
Pados Ke Gunde Ne Chodi Didi Ki Chut
Bhabhi Ki Suhagraat Pe Gand Mari New Story
Husband Ke Samne Mujhe Jabardasti Choda
Hindu Admio Ne Mujhe Jabardasti Choda Real Story
ReplyDeleteViagra 200Mg In Pakistan | HerbalCenter.Pk
Viagra Tablets 100Mg Price In Pakistan | HerbalCenter.Pk
Levitra 20mg Tablets | HerbalCenter.Pk
Cialis Tablets In Pakistan | HerbalCenter.Pk
Original Vigrx Plus In Pakistan | HerbalCenter.Pk
https://www.youtube.com/watch?v=jjflMTEiHCc&t=6s
ReplyDelete