Marriage Failure & Successful Marriage (shadi)
Marriage Failure
Marriage Failure. sex education in urdu for young. What causes failure
marriage? What is causes and factors of Failure of marriage?Education in urdu for young.marige failure details.
Successful Marriage shadi
successful marriage explination in urdu.shadi problems shadi or weddings problems
successful marriage: Don't leave the success of your marriage to fate;words on getting the balance right once
successful marriage: Don't leave the success of your marriage to fate;words on getting the balance right once
Different Size Of Testicles - Khusyon Ka Size
Khusyon (Testicles) Ka Size:
Baaz naujawan apney Khusyon ki jisamat kay hawaley sey fikar mand
hotey hain. Aam tor per tasawwur kiya jata hai ka chotey size kay
Khusyon wala insan jinsi tor per kamzor hota hai. Essi tarhan scrotum
agar tani honay ka bajai dheli dhali aur latki hui ho ya bhi jinsi
kamzori ki alamat samjhi jati hai. Jabka haqeeqat yeh hai ka testicles
ka size yeh theli ki jild ki lachak ka jinsi quwwat kay sath koi
ta'alluq nahi.
Khusyon (Testicles) Ki Golion Ka Ooper Neechey Hona:
Kuch naujawan isliye bhi pareshan hotey hain ka enka testis ki
golian kabhi ooper chali jatin hain aur kabhi neechey. Es hawaley sey
pareshan hona ki zarorat nahi kyun ka yeh kisi kharabi ki alamat nahi
bul kay aik normal physiological process hai. Darasal Sperms testis
mein paeda hotey hain. Enka zinda rahna ka liye zarori hai ka testis ka
temperature jism sey kuch kam ho. Kyun ka agar testis ka temperature
jism ka
Islami Talimat Aur Jinsi Zindagi
(Sexual Life In Islam)
Islam ek mukammal zabta e hayat hai jiss ney apney paero kaaro'n ko
zindagi kay har shobey mein rehnumaee fraham ki hai. "Jinsi Zindagi"
(sexual life) insaani zindagi ka ahem tareen pehlu hai. Chunancha Allah
ney Hazrat Adam kay sath Amma Hawwa ko paeda farmaya. Quran Majeed
mein irshad hai kay, "uss ney tumharey liye tumhari hi jins sey
biwiya'n bana'een ta'kay tum unn kay paas sukoon hasil karo" (Surah
Rome Ayat 21) Isi liye Allah kay nabi ney farmaya kay nikah meri sunnat
hai jiss ney iss per amal na kiya woh hum mein sey nahin. Hazrat
Muhammad ney ek aur jagah farmaya "Allah haq baat kehney sey nahin
sharmata". Chunancha Quran mein jinsi zindagi kay ahem usolo'n maslan
shaadi (marriage), mubashrat (intercourse), mubashrat kay tariqey (sex
positions), mani (seminal fluid), rehem e madar, haez (menses), hamal
(pregnancy) aur uss kay mukhtalif adwaar, bachey ki paeda'esh, zina
(adultery) aur hum jinsiyat (homosexuality) waghaera ka zikr hai.
Doosri taraf Allah kay nabi ney bhi bari tafseel kay sath jinsi zindagi
kay mukhtalif pelu per roshni daali hai. Bud qismati sey hum mein sey
aksar log iss sey aagaah nahin. Khushgawar azdawaji zindagi kay liye ilm
ki zaroorat hai. Kisi ney khoob kaha hai kay 'Knowledge is power and
sexual knowledge is super power' chunancha merey khayal mein Pakistan
mein har fard ko jinsi ta'aleem ki zaroorat hai.
Zina Ki Wajoohaat - Mardana Taqat Test By Zina With Tawaif
Jinsi
khwahish (libido) ko poora karney kay liye mard sab sey zyada paesha
war aurton tawaif kay paas jatey hain, inn mein aksar aurtein beemaar
hoti hain jin sey sozak, aatishik aur AIDS jaisi mohlik aur khatarnaak
beemari lagney ka qawi imkan hota hai, inn sey her soorat bachna
chahiyie. Ba'az naujawan apni jinsi salahiyat ko check karney kay liye
paeshawar aurton kay paas jatey hain. Mardana quwwat ko check karney ka
yeh budtareen tariqa hai. Jab bhi koi fard shaoori tor per apni mardana
taqat check karney ki
Thin Seminal Fluid - Patli Mani
Kashif ek sehat mand naujawan tha yeh shadi sey pahlotahi kar raha tha. Elaj kay liye mera pas aya. Iss ka yeh khayal tha ka kyun ka eski mani (seminal fluid) bohut thin hai lehaza woh jinsi tor per kamzor hai jiski wajah sey woh biwi ko satisfy nahi kar sakaiga aur dusra iss ka bachai bhi paeda nahi hongai. Yeh ek aur ghalat baat hai ka agar mani (seminal fluid) thin hai to yeh jinsi kamzori ki alamat hai aur essai takhleeqi kamzori bhi zahir hoti hai. Yani agar mani (seminal fluid) thin hogi to essai bacha paeda na hoga. En dono baton ki koi haqeeqat nahi hai. Latest research sey en dono baton ki tardeed hoti hai. (Zakir:Mobeen)
Usul to yeh hai ka mubashrat (Intercourse) kay doran jab insan ka inzal (ejaculation) hota hai to mard ka sperms fallopian tube mein pohonch kar hamal (pregnancy) ka sabab bantey hain. Magar baaz auqat mard kay inzal (ejaculation) kay baghair bhi aurat pregnant ho sakti hai. Iss ki sorat kuch youn hoti hai kay inzal (ejaculation) sey pehley penis sey ek khaas liquid kay 1 ya 2 qatrey (drops) kharij hotey hain. Baaz auqat iss liquid mein sperms bhi hotey hain. Chunachey insan jab mubashrat (Intercourse) kay doran inzal (ejaculation) nahi karta magar yeh qatrey (drops) nikal jatey hain jiski wajah sey baaz auqat inzal (ejaculation) kay baghair bhi aurat pregnant ho jati hai. Agarcha iss kay imkanat bohut hi kam hai. (Hyde)
Male Potency Drugs - Mardana Quwwat Ki Adviyat
Khoorak Aur Mardana Quwwat (Male Potency)?
Kya Aurtein Lamba Zakar Pasand Karti Hain?
Bohut lamba zakar kisi bhi aurat ko pasand na tha kyun kay bohut lamba zakar bacha dani kay mu'nh per zarb lagata hai jis sey aurat ko takleef hoti hai. Isi liye bohut lambey zakar waley afraad nakhush hain, kyun kay unn kay lambey zakar ko dekhtey hi aurton ney mubashrat sey inkar kardiya, isliye unn ki khwahish thi kay kaash unn ka zakar chota hota. (Hite)
Musht Zani Per Control - (Stop Masturbation)
- Musht zani ko control karney ka sab sey mu'asser aur aasan zarya shadi hai. Jab fard shadi kar leta hai to phir uski mani kharij hoti rehti hai jis ki wajah sey woh musht zani karney per majboor nahin hota. Shaadi kay ba'ad yeh aadat khud ba khud khatam ho jati hai. Isliye Allah kay Nabi ney jald shaadi karney ki taakeed farmaee hai.
- Gandi filmein, kahaniya'n, fahash kutub, tasaweer, naghmaat aur suhbat sey bachein. Yeh cheezein fard mein jinsi haejaan paeda karti hain aur phir fard musht zani karney per majboor ho jata hai.
- Khelon ki taraf zyada tawajjuh dii jaey. Pasandeeda khelon mein hissa liye jaey. Agar fard khelon mein bharpoor hissa ley to uski tawajjuh sex ki taraf kam ho jati hai, aur musht zani ki ta'adaad (frequency) bohut kam ho jati hai.
- Masbat mashagil (hobbies) ko ikhtiyar kya jaey, laziman kuch waqt rozana sehat mand mashaghil mein sarf kya jaey, iss sey khud lazzati ki taraf tawajjuh kam ho jaey gi.
- Rafah e aamma kay kaamo'n mein dilchaspi lein, muhalley ki behetri kay liye koi kaam karein, logon ki khidmat karein, boorho'n ki madad karein.
- Amooman fard kisi ek khaas jagah musht zani karta hai, phir woh jab bhi uss jagah jata hai to woh bey ikhtiyar musht zani kar leta hai, chunancha aaenda jab bhi musht zani karna chahein to jagah badal lein. Iss sey musht zani ki ta'adaad (frequency) kam ho jaey gi.
- Aksar auqaat fard ek khaas waqt per musht zani k arta hai amooman naujawan raat ko kartey hain, aaenda raat kay bajaey subah karein, chund dino'n kay ander musht zani ki ta'adaad kafi kam ho jaey gi.
- Aksar naujawan ek khaas ta'adaad mein musht zani kartey hain maslan haftey mein do baar waghaera aaenda sey iss ki ta'adaad kam kardein to aap ka control barh jaey ga
Umar aor Sex k barey mai Galat Mafroozat
2 Baar Mubashrat (Intercourse) Sey 1 Saal Umer (age) Kam Hojati Hai?
Hamid mera ek naujawan mareez tha. Jiski haal hi mein shadi hui. 4 months guzarney kay bawajood woh abhi tak mubashrat na kar saka. Shuru mein hamid ko mardana kamzori ka masla tha. Baad mein woh theek hogaya to phir biwi kay masley ki wajha sey azdawaji ta'alluqat qaim na kar saka. Junhi hamid mubashrat (Intercourse) ki koshish karta uski biwi ka sara jism akarr jata aur uski vagina ka munh bilkul band ho jata aur hamid dakhool (penetration) na kar sakta. Aurton ki iss beemari ko vaginismus kaha jata hai. Talaq tak ki nobat pohonch gaee. Magar hamarey 5 sessions kay baad inka kaam ho gaya. Uski biwi yehi lafz istimal karti hai. Ek session mein hamid ney mujh sey pucha kay ab 2 bar mubashrat (Intercourse) karney sey insan ki age 1 year kam ho jati hai. Mein ney pucha kay tumko kisney bataya. Iss ney kaha kay iss kay walid ney isko musalsal 2 bar mubashrat (Intercourse) karney sey mana kya hai kyun kay iss sey age kam ho jati hai. Yeh bhi ek na maqool mafrooza hai. Jiski koi scientific haqeeqat nahi. Aksar naujawan shaadi kay initial months mein ek raat mein 3 sey 4 bar mubashrat (Intercourse) kar letey hain jis sey kisi tarhan ka koi nuqsan nahi hota. (Mobeen: Hyde)
Hamid mera ek naujawan mareez tha. Jiski haal hi mein shadi hui. 4 months guzarney kay bawajood woh abhi tak mubashrat na kar saka. Shuru mein hamid ko mardana kamzori ka masla tha. Baad mein woh theek hogaya to phir biwi kay masley ki wajha sey azdawaji ta'alluqat qaim na kar saka. Junhi hamid mubashrat (Intercourse) ki koshish karta uski biwi ka sara jism akarr jata aur uski vagina ka munh bilkul band ho jata aur hamid dakhool (penetration) na kar sakta. Aurton ki iss beemari ko vaginismus kaha jata hai. Talaq tak ki nobat pohonch gaee. Magar hamarey 5 sessions kay baad inka kaam ho gaya. Uski biwi yehi lafz istimal karti hai. Ek session mein hamid ney mujh sey pucha kay ab 2 bar mubashrat (Intercourse) karney sey insan ki age 1 year kam ho jati hai. Mein ney pucha kay tumko kisney bataya. Iss ney kaha kay iss kay walid ney isko musalsal 2 bar mubashrat (Intercourse) karney sey mana kya hai kyun kay iss sey age kam ho jati hai. Yeh bhi ek na maqool mafrooza hai. Jiski koi scientific haqeeqat nahi. Aksar naujawan shaadi kay initial months mein ek raat mein 3 sey 4 bar mubashrat (Intercourse) kar letey hain jis sey kisi tarhan ka koi nuqsan nahi hota. (Mobeen: Hyde)
Sex And Age - Mubashrat Aur Umer
Jawani Mein Zyada Fa'aal Zindagi - Burhapey Mein Mardana Kamzori? (Sexually Active Life)
Humarey yahan buzurg naujawan nasal ko different tareeqon sey mubashrat (Intercourse) mein miyana rawi ikhtiyar karney ki talqeen kartey hain. Inka khayal hai kay agar jawani mein zyada mubashrat (Intercourse) ki jaey to yeh insan ko kamzor kar deta hai aur jab yeh shakhs old age mein dakhil hota hai to iski jinsi salahiyat kam ho jati hai aur iss mardana kamzori ki wajah sey 50 years ki age kay baad woh mubashrat (Intercourse) kay qabil nahi rahta. Halankay haqeeqat bilkul ulat hai, Yani 60 years kay baad woh log jinsi tor per mutaharrik (sexually active) ho saktey hain jo jawani mein zyada active hon.
Research sey maloom hua hai kay jawani mein zyada mubashrat (Intercourse) karney waley afraad 60 years ki age kay baad bhi week mein kam sey kam ek bar mubashrat (Intercourse) kar letey hain aur woh afrad jo jawani mein week mein ek bar mubashrat kartey hain, woh old age mein monthly ek baar bamushkil mubashrat (Intercourse) sey lutf andoz ho saktey hain. Lehaza agar aap 60 years kay baad sex sey bharpoor lutf andoz hona chahtey hain to aapko jawani mein week mein ek bar sey zyada sex (mubashrat) karna hoga. (Hyde: Master And Johnson)
Humarey yahan buzurg naujawan nasal ko different tareeqon sey mubashrat (Intercourse) mein miyana rawi ikhtiyar karney ki talqeen kartey hain. Inka khayal hai kay agar jawani mein zyada mubashrat (Intercourse) ki jaey to yeh insan ko kamzor kar deta hai aur jab yeh shakhs old age mein dakhil hota hai to iski jinsi salahiyat kam ho jati hai aur iss mardana kamzori ki wajah sey 50 years ki age kay baad woh mubashrat (Intercourse) kay qabil nahi rahta. Halankay haqeeqat bilkul ulat hai, Yani 60 years kay baad woh log jinsi tor per mutaharrik (sexually active) ho saktey hain jo jawani mein zyada active hon.
Research sey maloom hua hai kay jawani mein zyada mubashrat (Intercourse) karney waley afraad 60 years ki age kay baad bhi week mein kam sey kam ek bar mubashrat (Intercourse) kar letey hain aur woh afrad jo jawani mein week mein ek bar mubashrat kartey hain, woh old age mein monthly ek baar bamushkil mubashrat (Intercourse) sey lutf andoz ho saktey hain. Lehaza agar aap 60 years kay baad sex sey bharpoor lutf andoz hona chahtey hain to aapko jawani mein week mein ek bar sey zyada sex (mubashrat) karna hoga. (Hyde: Master And Johnson)
Kasrat e Mubashrat (Frequent Intercourse) Nuqsan deh Hai?
Awam ki aksariyat ka khayal hai kay mubashrat (Intercourse) ki ziyadti nuqsan deh hai. Puraney hakeemon ka khayal tha ka insan ko sari zindagi mein aik hi bar mubashrat (Intercourse) karna chahiya. Yeh phir year mein aik baar (Aik sahib likhtai hain ka year mein 1 bar sey zyada mubashrat (Intercourse) karna apni qaber khoodna ka baraber hai)
ya phir ek month mein ek bar aur agar insan bilkul hi control nahi kar sakta to week mein ek bar sey zyada mubashrat (Intercourse) kisi bhi surat mein nahi karna chahiyie kyun kay mani (seminal fluid) taqat hai, khoon sey bhi zyada qeemti lehaza iss ka zyada ikhraj sey insan kamzor ho jata hai.
ya phir ek month mein ek bar aur agar insan bilkul hi control nahi kar sakta to week mein ek bar sey zyada mubashrat (Intercourse) kisi bhi surat mein nahi karna chahiyie kyun kay mani (seminal fluid) taqat hai, khoon sey bhi zyada qeemti lehaza iss ka zyada ikhraj sey insan kamzor ho jata hai.
Musht Zani In Urdu - Masturbation - Musht Zani In Islam
Misconceptions About Masturbation
26 sala Asif elaj kay liye merey clinic aaya. Masley ki tafseel batatey huey uss ney bataya kay woh bohut kamzor ho chuka hai. Din ba din uski mardana quwwat khatam hoti ja rahi hai aur ab woh biwi kay qabil nahin raha. Usey shadeed ehsaas e gunah bhi tha, ek baar khudkushi ki koshish bhi kar chuka hai. Uss ney bataya kay woh musht zani (masturbation) ka shikar hai aur koshish kay ba wajood isey chor nahin saka.
Mani (semen) kay ikhraj ka teesra aur ahem zarya khud lazzati aur musht zani hai isey hathrasi, dastkashi aur handpractice bhi kaha jata hai.
26 sala Asif elaj kay liye merey clinic aaya. Masley ki tafseel batatey huey uss ney bataya kay woh bohut kamzor ho chuka hai. Din ba din uski mardana quwwat khatam hoti ja rahi hai aur ab woh biwi kay qabil nahin raha. Usey shadeed ehsaas e gunah bhi tha, ek baar khudkushi ki koshish bhi kar chuka hai. Uss ney bataya kay woh musht zani (masturbation) ka shikar hai aur koshish kay ba wajood isey chor nahin saka.
Mani (semen) kay ikhraj ka teesra aur ahem zarya khud lazzati aur musht zani hai isey hathrasi, dastkashi aur handpractice bhi kaha jata hai.
Valentine's Day Does not suit our Culture
A new day in the name of Valentine Day is being observed in Bangladesh
for the last few years. Some papers are encouraging its observance.
This day was not observed before in Bangladesh and probably in most of
the Muslim countries. A group of businessmen and hotel-owners also are
encouraging it for business gain and profit. What is the history and
basis of this Valentine day. I reproduce below in this regard from the
writing of Dr. Khalid Baig.
Maryam Jameela’s Thoughts on Western Civilization
Maryam jameela’s hatred of western civilization and materialism in all its varied characteristics is restless quest for absolute, transcendental ideals. But she tried to incline to be more traditional in life and in ideals particularly. All of her criticism on western culture and its impacts on Muslim world are derived from her reading of her own life. Her life taught her the adventures of the lavishness of the ideas and the distractions from the real instincts and the lack of spiritual feelings. Her long way to find the ultimate truth led her to the direction of Islam. For her, Islam was that gives more meaningful life, purpose and value. In her first period, she was more inclined towards political and vibrant thoughts. But after coming to Pakistan she became more traditional, that does not mean that she became more spiritual. In fact she was against the revivalist tendency of Islamic movements and Islamic figures. She doubted these terms as western imported ideas .she criticized reformist attempts and any new ideas which Islamic movements tried to utilize to implement in Muslim societies. Her argument was that Islam itself can be used for to reform the Muslim society. There no any reason to adopt any foreign ideas and methods.
Sex Education: An Islamic Perspective
Dr. Shahid Athar
"If you tell kids about sex, they'll do it. If you tell them about VD, they'll go out and get it. Incredible as may seem, most oppositions to sex education in this country are based on the assumption that knowledge is harmful. But research in this area reveals that ignorance and unresolved curiosity, not knowledge, are harmful. Our failure to tell children what they want and need to know is one reason we have the highest rates of out-of-wedlock teens pregnancy and abortion of any highly developed country in the world."
What Kids Need to Know, Psychology Today, October 1986. Dr. Sol Gordon, Professor Emeritus, Syracuse University, and an expert on sex education
"If you tell kids about sex, they'll do it. If you tell them about VD, they'll go out and get it. Incredible as may seem, most oppositions to sex education in this country are based on the assumption that knowledge is harmful. But research in this area reveals that ignorance and unresolved curiosity, not knowledge, are harmful. Our failure to tell children what they want and need to know is one reason we have the highest rates of out-of-wedlock teens pregnancy and abortion of any highly developed country in the world."
What Kids Need to Know, Psychology Today, October 1986. Dr. Sol Gordon, Professor Emeritus, Syracuse University, and an expert on sex education
Sex Education in Islam
At the time of the prophet, muslims men and women were never too shy to ask the prophet about all affairs, including such private affairs as sexual life, so as to know the teachings and rulings of their religion concerning them. As Aisha, the wife of the prophet testified, "Blessed are the women of the Ansar (the citizens of Madina). Shyness did not stand in their way seeking knowledge about their religion." (All except Termizi).
The way the ladies asked the prophet-directly or through his wives is a proof that sexual matters were not taboo but were fully acknowldged and respected. "Shyness is part of the faith" as the prophet taught, but he also taught "There is no shyness in matters of religion" even entailing the delicate aspects of sexual life.
The way the ladies asked the prophet-directly or through his wives is a proof that sexual matters were not taboo but were fully acknowldged and respected. "Shyness is part of the faith" as the prophet taught, but he also taught "There is no shyness in matters of religion" even entailing the delicate aspects of sexual life.
MARDANA KAMZORI (ERECTILE DYSFUNCTION)
MARDANA KAMZORI (ERECTILE DYSFUNCTION)
PREMATURE EJACULATION (SURAT-E-ANZAAL)
PREMATURE EJACULATION (SURAT-E-ANZAAL)
Azdawaji
zindagi ko khushgawar bananey mein aurat ka kirdaar bohut ahem hai biwi
kay bharpoor ta'awwun sey azdawaji zindagi jannat ka namoona ban jati
hai aur adum ta'awwun sey jahannum. Agar biwi khawand sey ta'awwun karey
to usey koi jinsi masla nahin ho sakta agar ho jaey to biwi ki madad
sey bohut aasani sey hal ho sakta hai mardon kay jitney bhi jinsi masail
hain un ko poori dunya mein biwi kay ta'awwun sey aasani sey hal kya ja
raha hai. Mardon ka ahem jinsi masla surat e inzal (premature
SEX AND OLD AGE (BURHAPA OR JINSI ZINSI ZINDAGI)
SEX AND OLD AGE
BURHAPA OR JINSI ZINSI ZINDAGI)
Sunyaas (menopause) kay qareeb baeza daaniyon ki kaarkardagi batadreej kam honay lagti hai jis ki wajah sey jinsi hormone estrogen ki paedawar bhi ahista ahista kam honay lagti hai estrogen ki kami ki wajah sey aurat kay jinsi a'aza'a (female genital organs) mein kaee tabdeeliyan aa jati hain faraj ki deewarein jo pehley moti aur lachakdaar hoti hain ab patli, ghaer lachakdaar aur stiff ho jati hain ab faraj mubashrat kay doran jhatkon koJINSI KHUWAHISH KI KAMI (LOW LIBIDO)
JINSI KHUWAHISH KI KAMI (LOW LIBIDO)
Aam tor per mian biwi ki jinsi dilchaspi (libido) aur khwahish ek jaisi nahin hoti bul kay donon mein farq hota hai kahin aurat ki jinsi khwahish zyada hoti hai aur kahin mard ki waisey yeh sochna aur tasawwur karna bhi na ma'aqooliyat hai kay do mukhtalif afraad ek jaisi ek jitni jinsi khwahish rakhtey hun jinsi khwahish ka ikhtilaaf aam doosrey ikhtilaaf ki tarah hai maslan kisi ko baerooni sargarmiyan pasand hain to doosrey ko gharelu ek ko football pasand hai to doosrey ko cricket ta'hum inn ikhtilafaat sey nipatney ka behtreenFRIGIDITY (JINSI SARDMEHRI)
FRIGIDITY (JINSI SARDMEHRI)
Khwateen kay jinsi lutf mein sab sey bari rukawat jinsi sardmehri hai iss beemari mein aurat jinsi ishte'aal sey awwal to jinsi lutf hasil nahin kar pati ya bohut hi ma'amooli lutf mehsoos karti hai aisi aurtein orgasm hasil nahin kartiin jinsi sardmehri mein aurat na sirf jinsi lutf kay ehsaasaat mehsoos nahin karti bul kay jismani jinsi ishte'aal sey uski faraj mein chiknahat bhi nahin hoti bohut hi ma'amooli aur bara'ey naam chiknahat hoti hai isey jinsi bey hisi bhi kehtey hainJinsi sardmehri ki do aqsaam hain
VAGINISMUS (ADUM-DAKHOL) IN URDU
VAGINISMUS (ADUM-DAKHOL)
Chund din pehlay merey paas ek khoobsurat jora aaya unki shaadi ko derh saal sey bhi zyada arsa ho gaya tha magar abhi tak mubaashirat mukammal nahin ho saki thi jab bhi mubashrat ki koshish hoti to biwi khaufzada ho jati uska jism akarr jata jiski wajah sey dakhool na mumkin ho jata. Shaadi kay ibteda'ee dinon mein dakhool kay liye biwi ka ta'awwun aur rehmunaee bohut zaroori hai iss kay baghaer dakhool na mumkin hai bar bar ki naakaam koshish kay ba'ad khawand ney mehsoos karna shirat kay qabil nahin. Ab woh shadeed depression ka shikaar ho gaya uski jinsi dilchaspi kam ho gaee khusoosan biwi ko dekh kar uss kay jazbaat mein koi garmi paeda hona bund ho gaee uss ney ka'ee baar
TAKLEEF DE MUBASHRAT (PAINFULL INTERCOURSE)
TAKLEEF DE MUBASHRAT
(PAINFULL INTERCOURSE)
Aam haalaat mein mubashrat ek bohut hi purlutf amal hai jis sey donon mian biwi bey panaah lazzat aur sukoon hasil kartey hain agarcha pehli mubashrat amooman donon mian biwi kay liye kuch takleef ka baa'iss hoti hai khusoosan dulhan zyada takleef mehsoos karti hai aur agar parda e bakarat (hymen) phatey to zakhm ko mundamil honay mein chund din lag jatey hain. Iss tarah pehli chund mubashratein aurat kay liye kuchSEXUAL PLEASURE OR JINSI LUTF
SEXUAL PLEASURE OR JINSI LUTF
Aurat kay jinsi lutf ki inteha ko orgasm kaha jata hai. Orgasm mein aurat kay jism kay zyada ter muscles akarr jatey hain khusoosan aurat ki taangein akarr jati hain, jism kaanpney lagta hai dil ki dharkan aur saans taez ho jati hai aur woh gehrey saans leti hai aurat ki faraj ki deewaarein ghaer iraadi tor per bar bar sukarrti (contract) hain, bazer dheela ho jata hai magar ba'az aurtein yeh sab kuch nahin kar patii'n kyun kay har aurat ki alamaat doosri sey mukhtalif hoti hain bohut si aurton ko orgasm ka pata hi nahi chalta taa'hum iss ki ahem alamat yeh hai kay auqat mubashrat sey sukoon aur itmenaan (satisfaction)ORGASM HASIL NA KARNA (LACK OF ORGASM IN FEMALE)
ORGASM HASIL NA KARNA
(LACK OF ORGASM IN FEMALE)
Female Problems (Aurton kay jinsi masail) mein sab sey aam masla orgasm hasil na karna hai yeh masla kabhi ek dum aur kabhi ahista ahista paeda hota hai mukhtalif researches aur survey batatey hain kay 10% khawateen orgasm hasil nahin kartiin aur 20% kabhi kabhar hasil karti hain ta'hum Dr.Kaplan ka khayal hai kay agar koi jismani kharabi na ho to har aurat orgasm hasil kar sakti hai.
Orgasm hasil karney wali khawateen do tarah ki hoti hain:
- Woh khwateen jinki jinsi khwahish hi kam hoti hai le'haza yeh khawateen jinsi amal mein purjosh nahin hotiin, chuna'ncha orgasm hasil nahin karpatiin.
PRAGNANCY AND INTERCOURSE (HAMAL OR MUBASHRAT)
PRAGNANCY AND INTERCOURSE (HAMAL OR MUBASHRAT)
Hamal ka arsa 9 maah per mushtamil hota hai itna arsa amooman kisi bhi mard kay liye jinsi amal sey perhaez karna bohut mushkil hai, khwateen mein bhi jinsi khwahish maand nahin parti bul kay 80% khwateen ki jinsi khwahish mein hamal ki doosri seh maahi (4 ta 6 maah) mein izaafa hojata hai. Agarcha aakhri 3 maah mein aksar khwateen ki jinsi khwahish aur dilchaspi kam ho jati hai. Master & Johnson ki research kay mutabiq ek sehat mand haamla aurat kay sath bachey ki paedae'sh sey 4 haftey qabal tak mehfooz tor per mubashrat ki ja sakti hai.HAMAL K AKHRI MAHINAY
KHUSHGAWAR GHARELU ZINDAGI (HAPPY HOME LIFE)
HAPPY HOME LIFE
(KHUSHGAWAR GHARELU ZINDAGI)
Dunya
mein koi bhi aisa misaali ghar mojood nahin jis mein koi oonch neech
aur tu takaar na ho, bulkay wahan da'emi sukoon ho jis ghar mein koi
masla nahin, tu takar nahin wahan koi fard kuch chupa raha hai ta'hum
khushgawar gharelu zindagi khud ba khud nahin ho jati iss kay liye
baqaeda shaoori koshish aur planning karni hogi. Khud ba khud to kharabi
bhi nahin hoti, iss kay liye bhi kuch karna parta hai. Gharelu zindagi
ki khushgawari ka ta'alluq donon mian biwi kay sath hai ek fard ki
koshish sey ku
tabdeeli nahin aati kyun kay kitaab khawateen kay liye likhi gaee hai
le'haza iss mein inn baton ka zikr kya gaya hai jin per amal kar kay
biwi gharelu zindagi ko khushgawar bananey kay liye ahem kirdaar ada kar
sakti hai.
Khushgawar gharelu zindagi kay chund usool hain agar inn per amal kya jaey to ghar jannat ka namoona ban sakta hai inn mein sey chund darj zael hain:
- Tehqeeq sey ma'aloom hua hai kay mard sex aur aurat romance ki bhooki hoti hai mard aurat ko uss waqt zyada mohabbat deta hai jab usey sex milti hai le'haza zyada sey zyada mohabbat hasil karney kay liye mian ko zyada sey zyada sex dein kabhi
Adultery - Zina In Islam And Quran in urdu and hindi
Zina - Zina In Islam And Quran - Zina Ki Saza In Islam
Zina
Adultery
Mani (semen) kay ikhraj ka chotha zarya zina hai jo kay gunah e kabira hai jis sey har soorat mein bachna chahiyie. Quran majeed mein irshad hai kay "zina kay qareeb na phatko, woh bohut bura fael hai aur bara hi bura rasta hai" (Bani Israel ayat 32)
Zina ki kaee surtein hain maslan
Mard ka apni biwi kay elawa kisi aur aurat sey mubashrat (Intercourse) karna ya biwi ka apney khawand kay elawa kisi aur mard sey mubashrat karna. Zina muashirey ki tabahi ka ek bohut bara unser (factor) hai. Isliye Islam mein zina ki sakht saza hai. Shadi shuda fard kay liye sangsaari aur ghaer shadi shuda kay liye 100 korey. Quran majeed mein irshad hai kay "zania aurat aur zani mard donon mein sey har ek ko so (100) korey maro aur inn per taras khaney ka jazba Allah kay deen kay muamley mein tumko daman geer na ho, agar tum Allah aur roz e aakhirat per eemaan rakhtey ho aur inko saza detey waqt ahl e eemaan ka ek groh mojood rahey" (sura noor ayat 2)
Female Masturbation - Khawateen Mein Musht Zani
Tahem sexually sensitivity kay lehaz sey pistaan (Breast) ka
number 3rd hai jiska size kay sath koi ta'alluq nahi. Agarcha big
pistaan (Breast) dekhney mein khubsoorat lagtey hain (Har shakhs ko
nahi) magar aurat ki bharpoor azdawaji zindagi mein pistaan (Breast)
size ki koi khas ahmiyat nahi bul kay tareeqa ahem hai. Jinka ham apni
next book "Azdawaji Khushiyan" mein tafseel ka sath zikar karaingai.
(Dastoor)
Chotey Pistaan (Breast) Mein Doodh Ki Kami Hoti Hai?
Kuch arsa pehley ek sahib ney mujhey call ki. Inki new
marriage thee. Woh apni wife ka pistaan (Breast) size kay hawaley sey
fikarmand thay jo kay unkay khayal mein bohut hi chotay thay. Inko
bataya gaya kay pistaan (Breast) size kay aurat ki jinsi zindagi kay
sath koi ta'alluq nahi. Inko asal fikar iss baat ki thee kay inn mein
itna milk aa jaey ga kay inn ka babies ka pait bhar sakey. Yani woh
bharpoor andaz sey apney bachon ko feed kar sakey gi. Pistaan (Breast)
chahey kitna hi chotey kyun na ho milk paeda karney mein kotahi nahi
kartey hain. Kisi aur wajah sey milk mein kami ho sakti hai magar
pistaan (Breast) kay chotey honay sey milk mein kami nahi hoti.
Khawateen Mein Musht Zani: (Female Masturbation)
Mardon ki tarhan aurtein bhi sexual satisfaction kay liye
khud lazzati karti hain. Famous researcher Kinsey ka mutabiq mardon kay
muqabley mein aurtein kam musht zani(masturbation) karti hain.
Men's Body Hair - Mard Kay Jism Per Baal
Usually mard aurat ko dekh kar jinsi tor per stimulate hota hai jab kay aurtein dekhney sey zyada pyar muhabbat ki guftugu sey stimulate hoti hain. Iss liye aam bey pardigi ki wajah sey mard jinsi tor per comparatively jald stimulate ho jata hai. (Hyde:Zakir:Zilbergeld)
Mard Kay Jism Per Baal: Hair On Men's Body
Puraney daur sey yeh baat mashhoor chali aa rahi hai kay woh mard jin kay jism per zyada aur ghaney baal hotey hain woh zyada mardana quwwat rakhtey hain. Issi tarhan woh mard jin kay jism per baal nahi hotey woh jinsi tor per kamzor hotey hain. Baal kay honay yeh na honay ka mardana quwwat kay sath hargiz koi ta'alluq nahi. Issi tarhan mardon kay chest per paeda honay waley baal kay barey mein bhi kuch logon ka khayal hai kay agar yeh zyada ghaney hon to aisey naujawan zyada mardana quwwat aur jinsi desire (libido) rakhta hai, lekin research sey yeh baat sabit nahi ho saki. Doosrey alfaz mein yeh aik bey buniyad concept hai kay chest per zyada baal, ghaney baal black hairs ka sex kay sath koi ta'alluq hai.
Ganja Pan Mardangi Ki Alamat?
Kuch logon mein yeh baat mashhoor hai kay ganjey aadmi doosron ka muqabley mein zyada mardana quwwat rakhtey hain. Yani ganja pan mardana quwwat ki alamat hai. Arasto ka khayal tha ka jinsiyat mein intihai dilchaspi ganjai pan ki wajha hai.
MUBASHRAT INTERCOURSE FOR WOMEN
MUBASHRAT INTERCOURSE FOR WOMEN
Shaadi ki bunyad mubashrat hai magar humarey haan aksar log iss ki alif bay sey bhi waqif nahin yaqeen karein kuch logon ko to yeh bhi ma'aloom nahin kay mubashrat kahan hoti hai woh exact jagah konsi hai? Iss silsilay mein humari khawateen ki ma'aloomaat to na honey kay baraber hain jis ki wajah sey woh azdwajii zindagi sey bharpoor andaaz sey lutf andooz nahin hotiin bul kay aksar to shadeed jhunjhalahat (frustration) ka shikar hoti rehti hain. Humarey haan amooman mubashrat ko achi cheez nahin samjha jata jis ki wajah sey aksar khawateen jinsi amal mein bharpoor shirkat aur ta'awwun nahin kartiin nateejatan woh khud bhi aksar auqaat azdwajii lutf sey mehroom rehti hain aur khawand bhi bharpoor jinsi sukoon aur lutf hasil nahin kar pata. Haala'n kay islam mein shadi kay ba'ad mubashrat koi na pasandeeda cheez nahin bul kay Allah kay nabi ney mubashrat ko naekii aur sadqa qaraar diya hai jis ka sawab milta hai.(muslim) aur agar biwi ta'awwun na karey to woh gunah kiFemale Sexual Problems - Larkiyon Kay Masail Aur Hal
Female Sexual Problems
Larkiyon Kay Masail Aur Hal:
Mard
aur aurat kay genitals mein bohut farq hai. Iss farq ki wajah sey dono
ek doosrey sey alag alag hain. Aurat kay genitals ko 2 parts mein divide
kya ja sakta hai.
- Woh organs jinko hum bahir sey dekh saktey hain.
- Woh organs jo jism kay ander hotey hain aur jinko hum dekh nahi saktey hain.
Aurat
kay baerooni aaza (external genitals) ko Vulva kaha jata hai. Jis
hissey per baal hotey hain inko Labia majora kaha jata hai. Inn lips kay
ander waley lips ko Labia Minora kaha jata hai. Labia Minora sexually
bohut hi sensitive hotey hain.
Agar labia majora ko kuch khola jaey to aap dekhein gey kay sab sey neechey vagina hai, yeh ooper neechey 2 walls hoti hain jo kay aapas mein mili hoti hain. Vagina ki
length 3.5 to 4.5 inches hai aur average 4 inch hoti hai. Mard iss
mein mubashrat (Intercourse) karta hai. Isi sey mahwaari (menses) ka
khoon bahir ata hai. Issi sey bachey ki paedaesh hoti hai.Vagina kay mouth kay kuch ander ek membrane hoti hai jisko hymen kaha jata hai.
INTERCOURSE IN ISLAM IN URDU
Mubashrat (Intercourse) In Islam In urdu
Azdwajii
zindagi ki buniyad mubashrat (Intercourse) hai. Allah kay nabbi Hazrat
Muhammad(P.B.U.H) nai jaiz tareeqai sey jinsi khwahish ki takmeel ko
sadqa aur naiki qarar diya hai. Jiska zojain ko sawab milta hai. (Sahi
Muslim)
Pakistani
muashrey mein yeh bat bohut famous hai kay khawateen kay liye mubashrat
(Intercourse) aik bohut painful amal hai. Jiski wajha sey aksar
khawateen jinsi amal sey khauf zada hoti hain. Yeh khawateen mubashrat
(Intercourse) sey lutf andooz nahi hotin aur apnai husband kay sath
cooperate nahi Karti. Jo biwi mubashirat mein apnai husband kay sath
tawun na karai Allah kay nabbi Hazrat Muhammad (P.B.U.H) kay ershad kay
mutabiq fareshtai sari rat usper lanat bhaijtain hain. (Muslim, Bukhari,
Nesai)
Buniyadi tor per mubashrat (Intercourse) husband wife dono kay liye
bohut hi lutf aur sukoon daina wala amal hai. Quran mein ershad hai
"Esnai tumhari hi jins sey tumharai liye jorai paeda karai taqai enkai
sath milkar tum sukoon aur etminan hasil karoo" (Surah Rom Ayat 21)
TANHAI SHAIYARI OR POETRY
Tanhai
matlab akelapan, is tarah ki poetry tab ziada pasand ki jati hai jab us
se bohat door or akelapan mehsoos karain jis se ap bohat pyar kartay
hon... umeed hy ap pasan karain gy...
kuch ishq tha kuch majboori thi
********************************
wO subha thi guzar gai, mein sham tha dhal gaya..
wO subha thi guzar gai, mein sham tha dhal gaya..
.
wO nazar thi jhuk gai, mein tehreer tha mit gya,
.
wO nazar thi jhuk gai, mein tehreer tha mit gya,
SEX K WAQT KO BARHANY OR BHARPOOR ENJOY KARNA (long time seX)
SEX K WAQT KO BARHANY OR BHARPOOR ENJOY KARNA
Buniyadi tor per yeh post mardon kay liye likhi gai hai. Iss mein ziyada tar aisi malomat farhahem ki gai hain jin ki madadsey aap naa sirf majmoi tor per apni azdawaji zindagi ko khushgawar banaa sakein gi bul kay khas tor per mard hazraat apni biwi ko ziyada jinsi khushiyan mohiya kar sakayn gai. Doosri taraf "azdawaji khushiyan khawateen kay liye" mein ziyada tar aisi cheezon ka zikar hai jin ki madadsey wifiss apney mian ko bhar poor jinsi lutf farahem karsakayngi. Behtar hai ka mard hazrat khawateen wali book ka bhi baghor muta'alla karein. Jab aap en book mein farahem ki gai informaation per amal kareyngai to khawateen naa sirf jinsi amal mein bhar poor shirkat kareingi bul kay en ko bhi aap kiSURAT E ANZAL (PREMATURE EJACULATION)
SURAT-E-ANZAL
Surat
e Inzal (premature ejaculation) ka masla puri duniya mein aam hai. 1992
ki ek research kay mutabiq har 3rd American iss masley ka shikar hai.
Hamarey yahan ek andazey kay mutabiq 50% sey zyada log premature
ejaculation kay masley ki wajah sey apni biwi ko jinsi sukoon deney mein
nakam rehtey hain. Jis ki wajah sey gharelu zindagi bohut talkh ho jati
hai. Baaz auqat iss masley ki wajah sey divorce ho jati hai. Baaz
khawateen doosrey mardon ko talash kar leti hain aur shareef khawateen
ander hi ander ghuti rehti hain aur bohut si nafsiyati aur jismani
beemariyun ka shikar ho jati hain. Surat e Inzal (premature ejaculation)
kay masley mein kuch mard dakhool kay baad 2, 4 strokes laganey kay
baad inzal ho jatey hain aur kuch dakhil kartey huay aur baaz dakhool
seySHAADI KI PEHLI RAAT (SUHAAG RAAT)
SHAADI KI PEHLI RAAT (SUHAAG RAAT)
Humarey haan aksar yeh baat ma'aroof hai kay shaadi ki pehli raat mubashrat honi zaroori hai warna valima ja'ez na hoga haala'n kay Quran o sunnah ki roshni mein iss baat ki koi haqeeqat nahin humarey haan amooman nikah raat ko bohut late hota hai aur dulhan ko ghar pohonchtey pohonchtey raat kay do, dha'ee baj jatey hain iss doran donon thak kar chuur ho chukey hotey hain pehli raat donon thakawat, khauf, ghabraahat, nervousness aur hichkichahat ka shikar hota hai, khusoosan agar mian biwi pehley sey ek doosrey sey waqif na hun humarey haan aksar aisa hi hota hai larki apna ghar chor kar naey ghar aur naey logon mein aati hai usey khauf hota hai kay na janey susraal kay logJINSI KHUWAHISH KI KAMI (LOW LIBIDO)
JINSI KHUWAHISH KI KAMI (LOW LIBIDO)
Aam tor per mian biwi ki jinsi dilchaspi (libido) aur khwahish ek jaisi nahin hoti bul kay donon mein farq hota hai kahin aurat ki jinsi khwahish zyada hoti hai aur kahin mard ki waisey yeh sochna aur tasawwur karna bhi na ma'aqooliyat hai kay do mukhtalif afraad ek jaisi ek jitni jinsi khwahish rakhtey hun jinsi khwahish ka ikhtilaaf aam doosrey ikhtilaaf ki tarah hai maslan kisi ko baerooni sargarmiyan pasand hain to doosrey ko gharelu ek ko football pasand hai to doosrey ko cricket ta'hum innWAYS OF INTERCOURSE OR MUBASHRAT K TARIQAY
WAYS OF INTERCOURSE OR MUBASHRAT K TARIQAY
mubashrat
k bohat se tariqay hain. Aaj kal log mukhtalif tariqon se mubashrat
karna pasand kartay hain. Aik hi tarika bar bar karny se boriat mehsoos
honay lagti hy. Lehaza azdawaji
zindagi ko ziyada pur josh banay rakhney kay liye zaroori hai kay har
martaba foreplay aur sex ka naya tariqa apnaya jaey. Aurat bohut hi
mamoli tabdeli mein tanaao ka lutf hasil karti hai. Chunancha mahireen
nay mubashrat kay tariqey biyan kiye hain. Jab kay ahl e maghrib nay 600 sey ziyada tareqon ka zikar kiya hai. 4-6 tareqon ko chor kar baqi mein mamoli farq hai.
ISLAM MAIN MUBASHRAT K TARIQAY:
Sexual Satisfaction-----Semen discharge
Sexual Satisfaction. Everyone has their own idea of what constitutes "good sex", experiencing sex and their own sexuality in unique ways
Bad Habit: Disadvantage of Musht Zani
Bad Habit: Disadvantage of Musht Zani
Sex Satisfaction Urdu Sex Info
Sex satisfaction detail urdu sex info.
Sex. Sexual Satisfaction. Everyone has their own idea of what constitutes "good sex", experiencing sex and their own sexuality in unique ways
29 Tips for Teens on How To Handle Pornography
Don't forget to share this article after reading
It's hard being a teenager and trying to resist the images you're bombarded with daily: the hot-looking guy or gal in the magazine; the sexual jokes in movies (even Shrek!) or the pervasive pornography and ad banners that pop up while you may simply be checking your e-mail or researching something for school. How do we protect ourselves from all of this? Below is a list of tips that can help. You can add in comments what works for you:
Tip #1: Know what's Halal and what's not
Remember this rule of thumb: whatever is Haram (forbidden) to do, is Haram to watch.All scholars of Islam agree that pornography is absolutely Haram and a clear sin.
Subscribe to:
Posts (Atom)