Marriage
- Shaadi Kyun
Chapter2
SHAADI KYUN?
Baloghat mein sex
organ testosterone ki wajah sey larkon mein shadeed jinsi
khwahish paida hoti hai, jiski wajah sey woh opposite sex
mein kashish mehsoos kartey hain. Usually 15 to 20 years
ki umar mein testosteroneki production bohut ziyada hoti
hai. Jinsi khwahish aur erection ka ta'alluq isssi sex
hormone kay saath hota hai. Jis ki wajah sey naujawano'n
mein shadeed jinsi khwahish paida hunay lagti hai. Phir
woh mukhtalif tareeqon sey jinsi aasoodgi hasil karney ki
fikar kartey hain. Jinsi aasoodgi kay 4 zaraey hain.
-
Shaadi (Marriage)
-
Ehtelam
-
Musht zani
-
Zina
Jinsi aasoodgi ka sab
sey behtar zariya shaadi (marriage) hai. Allah Ta'ala ka
irshad hai:
"Aurton mein sey jo tumko
achi lagain insey nikah karo" (Al-Nisa 3).
No comments:
Post a Comment